Woh Sharabon Se Door Rehte Hain by Dinesh Arjuna song Lyrics and video

Artist:Dinesh Arjuna
Album: Single
Music:Dinesh Arjuna
Lyricist:Dilip Pandharpatte (Rind)
Label:Universal Music India
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain lyrics, the song is sung by Dinesh Arjuna from Open Heart: Dil Ki Baat (2015). Woh Sharabon Se Door Rehte Hain Ghazal soundtrack was composed by Dinesh Arjuna with lyrics written by Dilip Pandharpatte (Rind).
Sharaab na hoti to
Zindagi ek lailaaz marz ho jaati
Phir shaam ko kaun sanvaarta
Aur tanhaai ko khubsoorat kaun banata
Fizaao ko khushboo daar rang kaun ata karta
Ye toh khuda ki nemat hi hain
Ke hum shabo roz sharaab ki
Mohabbat mein giraftaar hain
Woh sharabon se door rehte hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
atozlyric.com
Woh sharabon se door rehte hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Dosto ab zara sambhalte hain
Dosto ab zara sambhalte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Yaad hum jab bhi un ko karte hain
Yaad hum jab bhi un ko karte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Muft mein rind se bigadte hain
Muft mein rind se bigadte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Woh Sharabon Se Door Rehte Hain lyrics in Hindi by Dinesh Arjuna, music by Dinesh Arjuna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.