Jinka Ghar Ho Ayodhaya by Suresh Wadkar song Lyrics and video
Artist: | Suresh Wadkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Santosh Anand |
Label: | T-Series |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jinka Ghar Ho Ayodhaya lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Bade Ghar Ki Beti (1989). Jinka Ghar Ho Ayodhaya Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Santosh Anand. Jai jai ram siya ram Siya ram siya ram Jai jai ram siya ram Siya ram siya ram Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Aage age ram chalat hai Aage age ram chalat hai Pichhe laxman bhai Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Aage age ram chalat hai Aage age ram chalat hai Pichhe laxman bhai Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Jai jai ram siya ram Siya ram siya ram Jai jai ram siya ram Siya ram siya ram Bharat shtrughan se hai devar Bharat shtrughan se hai devar Sita sneh lutati jin par Gun avgun yeh kuchh na jane Maat pita ko tirath mane Dasrathji ke char ladle Dasrathji ke char ladle Tulsi ki chopayi Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Ram ke koi behan na thi Ram ke koi behan na thi Unko shayad yahi kami thi Is ghar mein hai chhoti behana Har bhai ka sukh aur chaina Is ghar mein hai chhoti behana Har bhai ka sukh aur chaina Baat baat mein khel karat hai Nandi aur bhojai Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Jinka ghar ho ayodhaya Jaisa unki hot badai Aage age ram chalat hai Aage age ram chalat hai Pichhe laxman bhai Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma atozlyric.com Kitna bhajan karo Kitna jatan karo Aaya samay kabhi kal ka nahi Aaya samay kabhi kal ka nahi Swarath ki dharti par boya Jopatthar paudha Kabhi bhi falta nahi Ravan tha abhimani Karta tha manmani Ravan tha abhimani Karta tha manmani Duniya se khud hi jata rahi Sita ki shkti ko Laxman ki bhakti ko Sansaar geeto mein gata raha Sansaar geeto mein gata raha Raghukul reeti sada chali aayi Pran jaaye par vachan na jaaye Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma Kaushalya tohre anganva ma. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jinka Ghar Ho Ayodhaya lyrics in Hindi by Suresh Wadkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.