Yeh Bahar Keh Rahi Hai by Penaz Masani, Talat Aziz song Lyrics and video
Artist: | Penaz Masani, Talat Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Raghunath Seth |
Lyricist: | Pandit Raghunath Seth |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Yeh Bahar Keh Rahi Hai lyrics, the song is sung by Penaz Masani, Talat Aziz from A Team Come True (1982). The music of Yeh Bahar Keh Rahi Hai Ghazal track is composed by Pandit Raghunath Seth while the lyrics are penned by Pandit Raghunath Seth. Yeh bahar keh rahi hai yahin pyaar ka sama Meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahan Yahin chumta pawan yahin pyar ka sama Ye umang puchhati hain tu chale chala kahan Yeh bahar keh rahi hai Raat gaane lagi dil machalne laga Pyaar ki raah mein mann behek ne laga Raat gaane lagi dil machalne laga Pyaar ki raah mein mann behek ne laga Saanso mein tu hain khwabo mein tu hain Saanso mein tu hain khwabo mein tu hain Hain armaan jawaan Yeh bahar keh rahi hai yahin pyaar ka sama Meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahan Yeh bahar keh rahi hai Chandani bhigi bhigi chand soya hua Pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua Chandani bhigi bhigi chand soya hua Pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua Jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai Jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai Meri umeed jawaan Yahin chumta pawan yahin pyar ka sama Ye umang puchhati hain tu chale chala kahan Yeh bahar keh rahi hai atozlyric.com Hain tamanna yahi saath hum tum rahe Baago mein pyaar ke phool khilate rahe Has bahaar ho pyar hi pyaar ho Has bahaar ho pyar hi pyaar ho Aisa banaye jahaan Yahin chumta pawan yahin pyar ka sama Ye umang puchhati hain tu chale chala kahan Yeh bahar keh rahi hai yahin pyaar ka sama Meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahan Yeh bahar keh rahi hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Bahar Keh Rahi Hai lyrics in Hindi by Penaz Masani, Talat Aziz, music by Pandit Raghunath Seth. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.