Dard Apnata Hai by Jagjit Singh song Lyrics and video
Artist: | Jagjit Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jagjit Singh |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Label: | HMV Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dard Apnata Hai lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Silsilay (1998). Dard Apnata Hai Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Javed Akhtar. Dard apnaata hai paraaye kaun Dard apnaata hai paraaye kaun Kaun sunta hai aur sunaaye kaun Dard apnaata hai paraaye kaun Kaun dohraaye puraani baten Kaun dohraaye puraani baten Gham abhi soya hai jagaaye kaun Gham abhi soya hai jagaaye kaun Gham abhi soya hai jagaaye kaun atozlyric.com Wo jo apne hain kya wo apne hain Wo jo apne hain kya wo apne hain Kaun dukh jhele aazmaayen kaun Kaun dukh jhele aazmaayen kaun Kaun dukh jhele aazmaayen kaun Ab sukoon hai to bhoolne mein hai Ab sukoon hai to bhoolne mein hai Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun Aaj phir dil hai kuch udaas-udaas Aaj phir dil hai kuch udaas-udaas Dekhiye aaj yaad aaye kaun Dekhiye aaj yaad aaye kaun Dekhiye aaj yaad aaye kaun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dard Apnata Hai lyrics in Hindi by Jagjit Singh, music by Jagjit Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.