Haye Zalim by Naseem Akhtar song Lyrics and video
Artist: | Naseem Akhtar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Feroz Nizami |
Lyricist: | Waheed Qureshi |
Label: | Columbia Records |
Genre: | Sharaabi (Daru Party) |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Haye Zalim lyrics, the song is sung by Naseem Akhtar from Nek Parveen(1946). The music of Haye Zalim Sharaabi track is composed by Feroz Nizami while the lyrics are penned by Waheed Qureshi. Haye zalim haye zalim Haye zalim tune pee hi nahi Haye zalim tune pee hi nahi Haye zalim Sharab mein hai maza kya Sharab mein hai maza kya Teri bala jane Sharab mein hai maza kya Teri bala jane Na pee ho jisne kabhi Iski kadar kya jane Na pee ho jisne kabhi Iski kadar kya jane Suna hai milti hai marne ke Baad mein jannat mein Suna hai milti hai marne ke Baad mein jannat mein Magar chupi hai Wo jannat kaha khuda jane Haye zalim haye Zalim haye zalim Haye zalim tune Pee hi nahi Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi Haye zalim To ye kaho ye angur Kisne paida kiya Ye sabd rang ka billur Kisne paida kiya Ye sabd rang ka billur Kisne paida kiya Angur ke usi ras ko Angur ke usi ras ko Sharab kahte hai Angur ke usi ras ko Sharab kahte hai Khuda ki chiz ko Pagal azab kahte hai Haye zalim ha haye zalim Haye zalim haye Zalim haye zalim Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi haye zalim atozlyric.com Hai tere pahlu mein Saki bhi aur sharab bhi hai Hai tere pahlu mein Saki bhi aur sharab bhi hai Ghata hai chhai hui Ghata hai chhai hui Sar pe aaftab bhi hai Ghata hai chai hui Sar pe aaftab bhi hai Kise khabar hai ke Saki ho kal sharab na ho Kise khabar hai ke Saki ho kal sharab na ho Ye dono ho bhi to Sayad tera sabab na ho Haye zalim ha haye zalim Haye zalim haye Zalim haye zalim Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi Tune pee hi nahi Haye zalim. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Haye Zalim lyrics in Hindi by Naseem Akhtar, music by Feroz Nizami. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.