Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Lalit Sen, Parvez Akhtar |
Lyricist: | Rani Malik |
Label: | T-Series |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas from Aashiyan (1992). Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Ghazal soundtrack was composed by Lalit Sen, Parvez Akhtar with lyrics written by Rani Malik. Aisa bhi ek zamana Aata hain aashiqi mein Aisa bhi ek zamana Aata hain aashiqi mein Jab maut ki tamanna Jab maut ki tamanna Hoti hain zindagi mein Chhodunga mein na daaman Aye yaar zindagi mein Jeena bhi aashiqi mein Jeena bhi aashiqi mein Marna bhi aashiqi mein Aisa bhi ek zamana Aata hain aashiqi mein Aisa bhi ek zamana.. atozlyric.com Aankho ke jharakho se Dekha karenge tumko Aankho ke jharakho se Dekha karenge tumko Markar bhi hum to humdam Chaaha karenge tumko Markar bhi hum to humdam Chaaha karenge tumko Aansoo kubul mujhko Aansoo kubul mujhko Tere pyaar ki khushi mein Chhodunga mein na Daaman aye yaar zindagi mein Chhodunga mein na daaman Chahat ke phool dilbar Janamo janam khilenge Chahat ke phool dilbar Janamo janam khilenge Bichhade jo kabhi marke Jannat mein phir milenge Hain noor aasmaan ka Hain noor aasmaan ka Chahat ki chandani mein Aisa bhi ek zamana Aata hain aashiqi mein Aisa bhi ek zamana Aata hain aashiqi mein Jab maut ki tamanna Jab maut ki tamanna hoti hain Zindagi mein Chhodunga mein na daaman Aye yaar zindagi mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas, music by Lalit Sen, Parvez Akhtar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.