Mohe Laagi Re Zulmi Umariya by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Qamar Jalalabadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mohe Laagi Re Zulmi Umariya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Suhaag Raat (1968). Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Love soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Qamar Jalalabadi. Mohe lagi re Mohe lagi re, lagi re lagi zulmi umariya Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau Sawariya main ghir ghir jaau Mohe roke re, mohe roke re Roko re, roko re roko ho gayi banwariya Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau Sawariya mai ghir ghir jaau Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain Haye kab se ye naina na lage Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain Haye kab se ye naina na lage Behake behke hai chal hai Abhi se ye haal hai Jane kya hoga kya hoga aage Mo pe dharo na mo pe Dharo na aisi najariya Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau Sawariya main ghir ghir jaau atozlyric.com Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar Kaisa apne jiya ko sambhalu Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar Kaisa apne jiya ko sambhalu Mana lakho me ek par aisa na dekh Thaharo aanchal me naina chupa lu Thaharo aanchal me naina chupa lu Haye dekhe re haye dekhe re Dekhe sari najariya Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau Sawariya main ghir ghir jaau Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel Tu hai kaaya to mai hu teri chaya Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel Tu hai kaaya to mai hu teri chaya O baharo ke phul mujhko jana na bhul Chali aaungi jab bhi bhulaya Chali aaungi jab bhi bhulaya Main to pyasi re, main to pyasi re Pyasi re, pyasi preet ki badriya Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau Sawariya mai ghir ghir jaau Mohe lagi re, lagi re lagi julmi umariya Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.