Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) by Asha Bhosle, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Swarag Se Sunder (1986). The music of Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Apna ghar hain swarg se sundar ho Apna ghar hain swarg se sundar Arey swarg mein kaha se aaye mchhar Haye ye mchhar Swarg mein kaha se aaye mchhar Arey mchhar bhi aashiq hain atozlyric.com Tum par kya karu haye main kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar Par kat raha hain mujhko bistar achha Ye bistar kat raha hain mujhko bistar Arey bistar bhi aashiq hain Tum par kya karu haye main kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar Shadi se pehle ki raate Bhul gaye tum sari baate Shadi se pehle ki raate Bhul gaye tum sari baate Arey nayi mohabbat nayi hain nayi jawani Arey nayi mohabbat nayi nayi jawani Ho gayi ab har cheez purani Ho gayi ab har cheez purani Yaad wo din aate hai aksar kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar Pyar mein ye gusa achha hain Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain Pyar mein ye gusa achha hain Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain Bat hai lambi rat hai thodi Kisne bnayi thi ye jodi Main hoon shisha tum ho pathar kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar Jo hota hain wo hone do Jo hota hain wo hone do Mujhko thoda sa sone do Ghar aate hi aa gayi nindiya Kahe lgayi maine bindiya Ghar aate hi aa gayi nindiya Kahe lgayi maine bindiya Baithi rah gayi main sajdaj kar kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar Swarg mein kaha se aaye mchhar Ye mchhar Swarg mein kaha se aaye mchhar Arey mchhar bhi aashiq hain Tum par kya karu haye main kya karu Haye main kya karu haye main kya karu Apna ghar hain swarg se sundar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.