Kabira Roye Ya Muskaaye by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist:Rajendra Krishan
Label:Saregama
Genre:Philosophical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Kabira Roye Ya Muskaaye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Sub Ka Saathi (1972). Kabira Roye Ya Muskaaye Philosophical soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Rajendra Krishan.
Kabir khada bazar mein
Sab ki mange khir
Na to kisi se dosti
Na to kisi se bair
Ek jagah phul khile aur
Khilate hi mujhaye
Ek jagah phul khile aur
Khilate hi mujhaye
Is do rangi duniya ka raaj
Samjh na aaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
Ek dhan vale bazigar ne
Mahal ko banvaya
Jis nirdhan karigar ne
Apna khoon pilaya
Mehnat ke badale me usne
Hath apne katvaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
Chir ke is dharti ka sina
Bij kisi ne boya
Na din ko aaram kiya na
Raat ko palbhar soya
Khet pake to uske dane
Aur koi kha jaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
atozlyric.com
Badi purani ho gayi duniya
Aao ise jala de
Jal jaye to rakh se is ki
Dunia nayi basa de
Sab ka sathi is duniya ka
Har banda kahlaye
Kabira dekh dekh muskaaye
Kabira dekh dekh muskaaye
Kabira dekh dekh muskaaye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kabira Roye Ya Muskaaye lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.