O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Uran Khatola (1955). The music of O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le Sad track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni. Chale aaj tum jahaan se hui zindagi paraayi Tumhe mil gayaa thikaanaa hame maut bhi na aayi O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele Tune vo de diyaa gam bemaut mar gaye ham Dil uth gayaa jahaan se le chal hame yahaan se Le chal hame yahaan se Kis kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele atozlyric.com Suni hai dil ki raahe khaamosh hai nigaahe Naakaam hasarato kaa uthane ko hai janaazaa Uthane ko hai janaazaa Chaaro taraf lage hai barabaadiyo ke mele re Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.