Ab To Apna Hotel Hi Sasural by Amit Kumar, Penaz Masani, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Amit Kumar, Penaz Masani, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar
Album: Single
Music:Rajesh Roshan
Lyricist:Amit Khanna
Label:Universal Music
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Ab To Apna Hotel Hi Sasural lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Penaz Masani, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar from Hamari Bahu Alka (1982). Ab To Apna Hotel Hi Sasural Masti soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Amit Khanna.
Ghar mein khul ke hum nahi mil sakte the
Bado se darte hum nahi hil sakte the
Khub milenge yaha pe baaho mein baahe dal
Ab to apna hotel hi sasural
Ha ab to apna hotel hi sasural
Ghar mein khul ke hum nahi mil sakte the
Bado se darte hum nahi hil sakte the
Khub milenge yaha pe baaho mein baahe dal
Ab to apna hotel hi sasural
Ha ab to apna hotel hi sasural
Mere sasural ki tum shan dekho
Aisa bangla hai aalishan dekho
Hal dil ka na meri jan pucho
Ho gaye hum to kurban dekho
Ghar mein khul ke hum nahi mil sakte the
Bado se darte hum nahi hil sakte the
Khub milenge yaha pe baaho mein baahe dal
Ab to apna hotel hi sasural
Ha ab to apna hotel hi sasural
atozlyric.com
Bell dabate hi waiter aata hai
Jo manga do wo forn leke aata hai
Kon kab itni sewa karta hai
Akhir tera iska kuch nata hai
Ghar mein khul ke hum nahi mil sakte the
Bado se darte hum nahi hil sakte the
Khub milenge yaha pe baaho mein baahe dal
Ab to apna hotel hi sasural
Ha ab to apna hotel hi sasural
Phir milan ki si aaj chahyi hai
Ab karo pyar tanhayi hai
Din to ye chandni mein dube hai
Lagta hai har pal ham mein masti chhayi hai
Ghar mein khul ke hum nahi mil sakte the
Bado se darte hum nahi hil sakte the
Khub milenge yaha pe baaho mein baahe dal
Ab to apna hotel hi sasural
Ha ab to apna hotel hi sasural.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Ab To Apna Hotel Hi Sasural lyrics in Hindi by Amit Kumar, Penaz Masani, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar, music by Rajesh Roshan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.