Ye Duniya Hai Usi Ki by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Ramesh Pant |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance, Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ye Duniya Hai Usi Ki lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar from Surakksha (1979). Ye Duniya Hai Usi Ki Dance, Masti soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Ramesh Pant. Ye dunia hai usi ki jo use jhukata hai Jamana bhi usi ke nam ko dohrata hai Koi nadan jab tufan se takrata hai Wo dusman aap apni jan ka ban jata hai Jo takat war ke aage sar nahi jhukata hai Wo hai ek diwana use kya samjhana Wo hai ek diwana use kya samjhana Ye dunia ye dunia Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai Wahi ek aisi takat hai jo sabpe bhari hai Kisi ne ki mitane ki hame tyari hai To uska sar jhukane ki hamari bari hai Jara dil thamna hua hai samna Jara dil thamna hua hai samna Hamesha jo bhi takat ke Nashe me chur hota hai Hazaro pe sitam karke hi wo mashur hota hai Shamya jiske sine me khuda na nur hota hai Kisi takat ke aage wo nahi majbur hota hai Khuda ko bhul kar insan ko magrur hota hai Magar hona wahi hai jo use manjur hota hai Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai Khadi ho maut jab sar pe To allah yad aata hai Jise marna hai wo allah ko pyara ho jata hai Hamara samna karne ki jo himmat dikhata hai Wo is dunia se jata hai Hamare khof se sara jamana thar thararta hai Hamare hath se koi na bach ke jata hai Ye dunia hai usi ki jo use jhukata hai Jamana bhi usi ke nam ko dohrata hai Koi nadan jab tufan se takrata hai Wo dusman aap apni jan ka ban jata hai Jo takat war ke aage sar nahi jhukata hai Wo hai ek diwana use kya samjhana Wo hai ek diwana use kya samjhana atozlyric.com Maut ki dhamki jo deta Wo khud marne se darta hai Aag se khelne wala aag me jal ke marta hai Tere mathe pe to bujdil Jhalak aaya pasina hai Tujhe malum kya tujhko jara si der jina hai Kise malum kiski maut kiske hath honi hai Teri kismat me jo likhi hai wahi bat honi hai Faisla karna hai mera samna To maidan me aaja Karega samna mera bada hai hausla tera Abhi tak har kadam me Tujne mujhse mat khai hai Aaj maine sare mahfil maine teri gardan jhukayi hai Ye dunia ye dunia Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai Wahi ek aisi takat hai jo sabpe bhari hai Kisi ne ki mitane ki hame tyari hai To uska sar jhukane ki hamari bari hai Jara dil thamna hua hai samna Jara dil thamna hua hai samna. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Duniya Hai Usi Ki lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.