Bite Hue Dinoka by Shyamal Munshi song Lyrics and video
Artist: | Shyamal Munshi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shyamal Munshi, Saumil |
Lyricist: | Harsh Brahmbhatt |
Label: | Wonder Waves Entertainment Pvt. Ltd. |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bite Hue Dinoka lyrics, the song is sung by Shyamal Munshi from Aabshaar (2015). Bite Hue Dinoka Ghazal soundtrack was composed by Shyamal Munshi, Saumil with lyrics written by Harsh Brahmbhatt. Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh Ek ajanbi ko aise tanha nagar mein mat rakh Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh Ek ajanbi ko aise tanha nagar mein mat rakh Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh atozlyric.com Tujhko hi varna ek din kha jayenge andhere Tujhko hi varna ek din kha jayenge andhere Tujhko hi varna ek din kha jayenge andhere Sooraj ko qaid karke apne hi ghar mein mat rakh Sooraj ko qaid karke apne hi ghar mein mat rakh Sooraj ko qaid karke apne hi ghar mein mat rakh Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh Hasrat ka manna mana ishrat umeed aas nisbat Hasrat ka manna mana ishrat umeed aas nisbat Hasrat ka manna mana ishrat umeed aas nisbat Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh Samaan itna jyada chhote safar mein mat rakh Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh Yeh jaan le tu ab toh phoolo ki hai talab toh Yeh jaan le tu ab toh phoolo ki hai talab toh Yeh jaan le tu ab toh phoolo ki hai talab toh Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh Iski dagar ke kaante uski dagar mein mat rakh Bite huye dinoka chhaya nazar mein mat rakh Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh Ek ajanbi ko aise tanha nagar mein mat rakh Bite hue dinoka chhaya nazar mein mat rakh.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bite Hue Dinoka lyrics in Hindi by Shyamal Munshi, music by Shyamal Munshi, Saumil. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.