Duniya Mein Sab Se Haseen by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Duniya Mein Sab Se Haseen lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978). Duniya Mein Sab Se Haseen Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan. Duniya mein sab se haseen Najnin mahjabi, mahjabi najnin Are kaun hai, kaun hai Ha kaun hai , kaun hai Kaha hai kidhar hai kaisi hai Ye jo mere karib hai ye mera nasib hai Ye jo mere karib hai ye mera nasib hai Ye mera nasib hai, ye mera nasib hai Duniya mein sab se haseen najnin mahjabi Are kaun hai kaha hai kidhar hai kaisi hai Ye jo mere karib hai ye mera nasib hai Ye mera nasib hai, ye mera nasib hai Wo aankho aankho mein so baate karti hai Main sochne lagta hu kya mujhper marti hai Wo aankho aankho mein so baate karti hai Mai sochne lagta hu kya mujhper marti hai Kabhi hansne lagti hai Kabhi aahe barti hai Main paas jata hu wo mujhse darti hai Are maine to aisi ada dilnashi dekhi nahi Are kaun hai kaha hai kidhar hai kaisi hai Ye jo mere karib hai ye mera nasib hai Ye mera nasib hai ye mera nasib hai atozlyric.com Wo ek paheli hai ya koi sapna hai Ya meri aankho ye dokha apna hai Wo ek paheli hai ya koi sapna hai Ya meri aankho ye dokha apna hai Main chhune lagta hu wo sabnam ban jati hai Dil jalne lagta hai wo rimjhim ban jati hai Baato mein sokiya mastiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Duniya Mein Sab Se Haseen lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.