Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai by Ashok Kumar, Mumtaz song Lyrics and video
Artist: | Ashok Kumar, Mumtaz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rafiq Ghaznavi |
Lyricist: | Anjum Pilibhiti |
Label: | Saregama |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai lyrics, the song is sung by Ashok Kumar, Mumtaz from Najma (1943). The music of Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai Love track is composed by Rafiq Ghaznavi while the lyrics are penned by Anjum Pilibhiti. Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai Jamana jaise badla ja raha hai Jamana jaise badla ja raha hai Nazar kuch aaj aisa aa raha hai Umango par jamana aa raha hai Umango par jamana aa raha hai Khushi ka rang chaya ja raha hai Khushi ka rang chaya ja raha hai Umango par zamana aa raha hai atozlyric.com Suni kano ne ye aawaj kiski Suni kano ne ye aawaj kiski Ye dil sine mein machla ja raha hai Ye dil sine mein machla ja raha hai Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai Nazar ka sok badta ja raha hai Nazar ka sok badta ja raha hai Sitare jhilmila ja rahe hai Sitare jhilmila ja rahe hai Kahi kya muskura ja rahe hai Kahi kya muskura ja rahe hai Fijao ne ye kispar aasman se Zameen par chand uthara aa raha hai Zameen par chand uthara aa raha hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai lyrics in Hindi by Ashok Kumar, Mumtaz, music by Rafiq Ghaznavi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.