Hairat E Nazara Aakhir by Kundan Lal Saigal song Lyrics and video
Artist: | Kundan Lal Saigal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mihir Kiran Bhattacharya |
Lyricist: | Hakim Ahmad Shuja |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hairat E Nazara Aakhir lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Karwane Hayat (1935). Hairat E Nazara Aakhir Playful soundtrack was composed by Mihir Kiran Bhattacharya with lyrics written by Hakim Ahmad Shuja. Hairat-e-nazara aakhir Ban gayin ranayiyaan Hairat-e-nazara aakhir Ban gayin ranayiyaan Khaaq ke zarron mein Aati hain nazar gulzaariyaan Khaaq ke zarron mein Aati hain nazar gulzaariyaan Jab se dekhaa hai tujhe ik Dard hai dil mein nihaan Jab se dekhaa hai tujhe Ik dard hai dil mein nihaan Ae sabaa le jaa toohi Un tak meri bedaariyaan Hairat-e-nazara aakhir Ban gayin ranayiyaan Marhabaa barq-e-jamaal-e Marhabaa barq-e-jamaal-e Marhabaa barq-e-jamaal-e-yaar Tujh par be-nisaar Marhabaa josh-e-junoon-e-ishq Ki ruswaaiyaan Hairat-e-nazara aakhir Ban gayin ranayiyaan atozlyric.com Alvidaa ae qaafile waale Mujhe ab chhod do Meri kismat mein likhi Hain dasht ki veeraaniyaan Hairat-e-nazara aakhir Ban gayin ranayiyaan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hairat E Nazara Aakhir lyrics in Hindi by Kundan Lal Saigal, music by Mihir Kiran Bhattacharya. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.