Bandh Lo Ghungroo by Amit Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki) song Lyrics and video

Artist:Amit Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Album: Single
Music:Bappi Lahiri
Lyricist:Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Label:Venus Records
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Bandh Lo Ghungroo lyrics, the song is sung by Amit Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki) from Pathar Ke Insan (1990). Bandh Lo Ghungroo Masti soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham
Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein
Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein
Chhan kara kam hone na paye
Jab tak gori dam mein dam
Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham
atozlyric.com
Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jeene ki himmat tune jaga di
Main to phir se jeene lagi
Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jeene ki himmat tune jaga di
Main to phir se jeene lagi
Ek taraf ye sari duniya
Ek taraf piya tum aur hum
Nacho sanam gao sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Bandh Lo Ghungroo lyrics in Hindi by Amit Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki), music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.