Piya Karte Hain Chhupkar by Anup Jalota song Lyrics and video
Artist: | Anup Jalota |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anup Jalota |
Lyricist: | |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Piya Karte Hain Chhupkar lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Takhai -Yul (1985). Piya Karte Hain Chhupkar Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by . Rindo ki nazar mein maikhana Kabe se bhi badhkar hota hain Saqi ki gali ka ik phera So haz ke bara bar hota hain Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Chale aate hain aadhi raat ko Maikhana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana atozlyric.com Mohabbat jaan bhi deti hai Tarsaati bhi hai yaaro Mohabbat jaan bhi deti hai Tarsaati bhi hai yaaro Kabhi paimana barso mein Kabhi paimana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Pareshaan hoon kamal jaisi Ye aankhein chum lene do Pareshaan hun kamal jaisi Ye aankhein chum lene do Ke in phoolo pe mandayega Ye bhanwara na rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Sharabo ko na jaane log Kyun badnaam karte hain Sharabo ko na jaane log Kyun badnaam karte hain Ke main to mar gaya hota Agar peeta na rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Kabhi chilman utha kar Dekhato lo baat mat karna Kabhi chilman utha kar Dekhato lo baat mat karna Ke dil thame huye aata hain Ek deewana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Kisi din bazmen saaqi se Nikale jaaoge qaiser Kisi din bazmen saaqi se Nikale jaaoge qaiser Nibhaoge kahan tak sath ye Shahana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Chale aate hain aadhi raat ko Maikhana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana Piya karte hain chhupkar Sekha ji rozana rozana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Piya Karte Hain Chhupkar lyrics in Hindi by Anup Jalota, music by Anup Jalota. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.