Banki Adaon Wale by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) song Lyrics and video
Artist: | Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raj Kamal |
Lyricist: | Mahendra Dehlvi |
Label: | Polydor |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Banki Adaon Wale lyrics, the song is sung by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) from Jazbaat (1980). Banki Adaon Wale Qawwali soundtrack was composed by Raj Kamal with lyrics written by Mahendra Dehlvi. Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Saf mukar jaye dil lekar Saf mukar jaye dil lekar Saf mukar jaye dil lekar Dekho kaise kam kare Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Ya rab kaise hai ye aashiq Ya rab kaise hai ye aashiq Raz ki baate aam kare Aap to ruswa hai duniya me Aap to ruswa hai duniya me Aap to ruswa hai duniya me Humko bhi badnaam kare Ha banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Paththar ka dil rakhte hai Ye phul se najuk tan wale Paththar ka paththar ka rakhte hai Rakhte hai dil idl dil dil dil Ye phul se najuk tan wale Ye phul se najuk tan wale Paththar ka dil rakhte hai Ye phul se najuk tan wale Hote hai chalak bade Ye bholi si chitwan wale Ye bholi si chitwan wale Ye bholi si chitwan wale Taz rakhte hai na talwar koi Phir bhi khali na jaye war koi Inki har ek nigah katil hai Aisi katil zamana bismil hai Kabhi mare muskurahat se Kabhi aanchal ki sar sarahat se Roz ye kattle aam karte hai Aur marne wale khushi se marte hai Aur marne wale khushi se marte hai Khushi se marte hai Khushi se marte hai Aaye koi na ilzam in par Aaye koi na ilzam in par Aise kam tamam kare Paththar dil kahte ho humko Dil tumne dekha hi nahi Paththar ka paththar ka kahte ho Kahte ho dil dil dil dil Ha dil tumne dekha nahi Tumne dil haye dekha nahi Paththar dil kahte ho humko Dil tumne dekha hi nahi Husn ki fitrat ko shyad Tum logo ne samjha nahi Tum logo ne samjha nahi Tum logo ne samjha nahi Jisko hum dil se pyar karte hai Jaan us par nisar karte hai Ke wafao ka naam humse hai Pyar zinda hamare dam se hai Humko katil samjh liya tune Tauba tauba ye kya kiya tumne Hum to khud dil se zakham khate hai Aur zakham khakar bhi muskarate hai Zakham khakar bhi muskarate hai Muskarate hai muskarate hai Phir bhi ye ilzam hai hum par Phir bhi ye ilzam hai hum par Ke hum kattle aam kare Husn hai bewafa zamane me Hai yahi likha har fasane me In fasano ki kya hakikat hai Jhuti baate hai jhuti tohamat hai Husn to beniyaz hota hai Ji nahi dil nawaz hota hai Ishq ki jaani sariy adekho Husn ki bekarariya dekho Husn pe ishq jaan deta hai Ishq ko husn maan deta hai Ishq ko husn se mohabbat hai Mohabbat hai mohabbat hai atozlyric.com Phir uljhane ki kya jarurat hai Aao phir mil ghulkar hum tum Ek duje ka naam kare Na ruswa tum hum ko karo Na ruswa tum hum ko karo Na ruswa tum hum ko karo Na hum tum ko badnaam kare Na hum tum ko badnaam kare Na hum tum ko badnaam kare. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Banki Adaon Wale lyrics in Hindi by Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), music by Raj Kamal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.