Ek Baat Kahoon Wallah by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dattaram Wadkar |
Lyricist: | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Baat Kahoon Wallah lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur from Shriman Satyawadi (1960). Ek Baat Kahoon Wallah Playful soundtrack was composed by Dattaram Wadkar with lyrics written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). Ek baat kahoon wallah Ye husn subhan allah Ek baat kahoon wallah Ye husn subhan allah Jab nam liya dil tham liya Kaho kaisi rahi Bas tumne kadar ki hai Kya khub najar ki hai Bas tumne kadar ki hai Kya khub najar ki hai Dildar mile to aisa mile Kya baat kahi Aise ko mile taise Ye tumko mile jaise Aise ko mile taise Ye tumko mile jaise Jab ishk nahi to kuchh bhi nahi Kaho kaisi kahi Duniya mein hasi na hote Duniya mein hasi na hote Ji hum bhi kahi na hote Hamse hai tuhmari sokhi Kya hota hami na hote Kya hota hami na hote Hum jaz uthate hai Rutho ko manate hai Jab ishk nahi to kuchh bhi nahi Kaho kaisi kahi Ye rup hai to ye rang hai Ye rup hai to ye rang hai Jine ke yahi to dhang hai Ji aapke hatho hi to Ye mard bechare tang hai Ye mard bechare tang hai Ye tirchi najar katil Tum ho to jawa hai dil Jab ishk nahi to kuch bhi nahi Kaho kaisi kahi atozlyric.com Hum hai to dhadakte hai dil Hum hai to dhadakte hai dil Tum ho to machalte hai dil Surat pe nahi jate hum Is dil se parakhte hai dil Is dil se parakhte hai dil Sach kahne ke aadi hai Hum to stya vadi hai Jab ishk nahi to kuchh bhi nahi Kaho kaisi kahi Ek baat kahu walla Ye husn subhan allah Jab naam liya dil tham liya Kaho kaisi rahi Bas tumne kadar ki hai Kya khub najar ki hai Dildar mile to aisa mile Kya baat kahi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Baat Kahoon Wallah lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur, music by Dattaram Wadkar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.