Ye Hasin Jawan Nazare by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain song Lyrics and video
Artist: | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ye Hasin Jawan Nazare lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Shafaq (1997). The music of Ye Hasin Jawan Nazare Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana O door jaanewaale Mera pyaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana O door jaanewaale Mera pyaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Tujhe raah chalte chalte Koi ajnabi mile jab Teri sooni zindagi mein Koi phool sa khile jab Meri zindagi ki pehale Ye bahaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Mere shayari ke pankho Parwaaz tu nahi hain Mere saaze dil ko dilkash Aawaz tune di hain Tere dam se main bana hoon Fankaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare atozlyric.com Dhadkan mein teri ley hain Saanso mein teri sargam Mere humsafar labo par Hain naam tera hardum Tu hain meri khushi ka Sansaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana Ye hasin jawan nazare Ye bahaar yaad rakhana O door jaanewaale Mera pyaar yaad rakhana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Hasin Jawan Nazare lyrics in Hindi by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain, music by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.