Abhi Kya Sunoge by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Kaifi Azmi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Abhi Kya Sunoge lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Satyakam (1969). The music of Abhi Kya Sunoge Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Kaifi Azmi. Abhi kya sunoge suna to hasoge Ye hai geet adhura tarana adhura Ye hai geet adhura tarana adhura Jo tum rahoge jo kuchh na kahoge Rahega sada ye fasana adhura Ye hai geet adhura tarana adhura atozlyric.com Jamane se jo maine sikha Nahi kuchh bhi wo mere kaam ka Siha do jo tum meet mere Mujhe nagma ek apne naam ka Taje subhah chehra khile sham ka Abhi kya sunoge suna to hasoge Ye hai geet adhura tarana adhura Ye hai geet adhura tarana adhura Karib aake bhi dur rahna Tumhi jano isme raaza ka Jo kuch hai to hai naj gum par Karu dil pe main apne naaz kya Sada meri kya hai mera saaj kya Abhi kya sunoge suna to hasoge Ye hai geet adhura tarana adhura Ye hai geet adhura tarana adhura Kisi ka no ho ispe saya Mujhe aise din aisi raat do Mai manjil to khud dhundh lungi Mere hatho me apna hath do Kadam do kadam tum mera sath do Abhi kya sunoge suna to hasoge Ye hai geet adhura tarana adhura Ye hai geet adhura tarana adhura. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Abhi Kya Sunoge lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.