Jhumta Gata Sawan Aaya by Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) song Lyrics and video
Artist: | Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Raj Kamal |
Lyricist: | Mahendra Dehlvi |
Label: | Polydor |
Genre: | Rain (Monsoon) |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jhumta Gata Sawan Aaya lyrics, the song is sung by Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) from Jazbaat (1980). The music of Jhumta Gata Sawan Aaya Rain track is composed by Raj Kamal while the lyrics are penned by Mahendra Dehlvi. Jhumta gata sawan aaya Par na laya sajan ko Jhumta gata sawan aaya Par na laya sajan ko Jo sawan bin sajan aaye Aag lage us sawan ko Jhumta gata sawan aaya Par na laya sajan ko Jo sawan bin sajan aaye Aag lage us sawan ko Jhumta gata sawan aaya Sawan aaya atozlyric.com Rimjhim rimjhim barkha barse Aise me priyatam ye manwa Tere milan ko tarse Sakhiya jhule haye pyar ke jhule Usko jhula kaun jhulaye Jisko sajan bhule O aaja piya aaja re Jhulna jhula ja re O aaja piya aaja re Jhulna jhula ja re Takte hai nain teri Rah din rain tu Ab to darash dikha ja re Tere naam ki Tere naam ki rat lagi hai Man tadpe tere darshan ko Jo sawan bin sajan aaye Aag lage us sawan ko Jhumta gata sawan aaya Sawan aaya Pyasa yawan hai savan mai Pyasi hirni jaise dolu Mai sapno ke ban me Bhigi lat hai bhiga anchal Bhige bhige nain hai sajan Bhiga bhiga kajal Suhani rut ayi re Tu aaja harjai re Suhani rut ayi re Tu aaja harjai re Bhiga mera tan par Jalta hai mann tu Mann ki aag bujha ja re Mai ayi hu mai ayi hu Tu bhi balam dud ke aa Har bandhan tod ke Jo sawan bin sajan aaye Aag lage us sawan ko Jhumta gata sawan aaya Sawan aaya Jhumta gata sawan aaya Sawan aaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jhumta Gata Sawan Aaya lyrics in Hindi by Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), music by Raj Kamal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.