Mil Gaye Dil by Alka Yagnik song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Venus |
Genre: | Religious |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mil Gaye Dil lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Agnee (1988). Mil Gaye Dil Religious soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Mil gaye dil ab to khulke mil zara Mil gaye dil ab to khulke mil zara Na ji na Na ji na ye kam hain mushkil zara Jan le le de de wapas dil zara Naa ji na ye kam hain mushkil zara Mil gaye dil ab to khulke mil zara Na ji na ye kam hain mushkil zara Hath mera chhod saiya Sharm se main mar chali Hath mera chhod saiya Sharm se main mar chali Tu hai koi tej kaata Main badi najuk kali Najuk kali main najuk kali Ai kali ab phool banke khil zara Na na na na Na ji na ye kam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khulke mil zara Na ji na ye kam hai mushkil zara Laut jau ya main barsu Banke sawan ki jhadi Laut jau ya main barsu Banke sawan ki jhadi Kya karu jau kaha main Raste mein hoon khadi Raste mein hoon khadi Main hoon khadi Badhke chhu le apni tu manzil zara Na na na na Na ji na ye kam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khulke mil zara Na ji na ye kam hai mushkil zara Ek bas teri tamanna Dil ke har arman mein Ek bas teri tamanna Dil ke har arman mein Aa zara le jaye kashti Pyar ke tufan mein Tufan mein tufan mein Chhod tufan ko dikha sahil zara Na na na na atozlyric.com Na ji na ye kam hain mushkil zara Jaan le le de de wapas dil zara Naa ji na ye kam hain mushkil zara Mil gaye dil ab to khulke mil zara Na ji na ye kam hai mushkil zara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mil Gaye Dil lyrics in Hindi by Alka Yagnik, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.