Jai Dwarikadhish by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ajay Swami |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jai Dwarikadhish lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Jai Dwarkadheesh (1977). Jai Dwarikadhish Devotion soundtrack was composed by Ajay Swami with lyrics written by Bharat Vyas. Jai dwarka dhish Jai dwarka dhish Jai dwarka dhish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Inki bhakti karo bhaw Se inhe jhukao shish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Ek samay jab papi kansh ne Parja pe atyachar kiya Tabhi karishan ne karagarah me Aadhi rat awtar liya Bandi garah ke tale tute Maya apram par Liye shish pe wasudev Lo chalo re jamuna par Hui dwans wo chal kans ki Hui dwans wo chal kans ki Sakshil hai jagdish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Apne chal se mari putna Vifal ho gayi chal Gokul ke sab gwal bal sang Khel rahe gopal Maa ki okhli se bandh gaye Jab nanhe karishan murar Usi okhli se kiya lo Yamularjun udhar Nag kaliya bada dusht tha Jahrili uski funkar Uske fan ko nath ke Parbhu me kiya janta udhar Murli bajaye he man mohan Murli bajaye he man mohan Khade nag ke shish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish atozlyric.com Ek din karle asnan karne gopiya Aayi jamuna teer Hoke nagan utar gayi jal me Tat pe rakh diye chir Natkhat chaliye ne kya sujha Karke chir haran chup gaye lal Hath jod kar khadi gopiya Samjhaye unko gopal Gowardhan parwat ko uthaya De ungali ki tej Sabki dubne se raksha ki Sabki rakhi tek Gwal gopiya gawuye deti Gwal gopiya gawuye deti Kahna ko aashish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Dusht kans ki bari aayi Jisne atyachar kiya Jisne atyachar kiya Chal chali gopal ne aisi Kans ka jhat sanghar kiya Kans ka jhat sanghar kiya Uski chati par chad baithe Uski chati par chad baithe Jagat pati jagdish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish Jai dwarka dhish Jai jai dwarka dhish. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jai Dwarikadhish lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Ajay Swami. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.