Aankho Ka Kajal by Alka Yagnik, Udit Narayan song Lyrics and video

Artist:Alka Yagnik, Udit Narayan
Album: Single
Music:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist:Sameer
Label:Tips
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aankho Ka Kajal lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Taqdeerwala (1995). The music of Aankho Ka Kajal Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.
atozlyric.com
Aankho ka kajal
Karta hai pagal
Hotho ki lali jan lene wali
Tune deewana hai kiya
Jane ja mane na jiya
Jane ja mane na jiya
Aankho ka kajal
Karta hai pagal
Hotho ki lali jan lene wali
Tune deewana hai kiya
Jane ja mane na jiya
Jane ja mane na jiya
Tere liye maine
Rup hai sajaya
Dekha tujhe jara
Chain mujhe aaya
Teri meri kal bat nahi hogi
Kaise bhala
Mulakat nahi hogi
Kali ghaneri julfo ki chaya
Lambi lato ne
Mujhko lubhaya
Bate bana na rashiya
Jane ja mane na jiya
Jane ja mane na jiya
Kaisi lagi tujhe
Pyar me judai
Jane wafa mujhe
Nind nahi aayi
O mere sanam
Jara pas mere aana
Acha nahi aise
Ruth ke manana
Bahke kadam hai
Aankhe sharabi
Din hai nashile rate gulabi
Maine tujhe hi dil diya
Jane ja mane na jiya
Jane ja mane na jiya
Aankho ka kajal
Karta hai pagal
Hotho ki lali ja lene wali
Tune deewana hai kiya
Jane ja mane na jiya
Jane ja mane na jiya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aankho Ka Kajal lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Udit Narayan, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.