Apna Banakar Tumne by Mohammed Rafi, Nirmala Devi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Nirmala Devi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shankar Rao Vyas |
Lyricist: | Ramesh Gupta |
Label: | Columbia Records |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Apna Banakar Tumne lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Nirmala Devi from Ghunghat (1946). Apna Banakar Tumne Playful soundtrack was composed by Shankar Rao Vyas with lyrics written by Ramesh Gupta. Naino se mad madira pilakar Naino se mad madira pilakar Tumne haye tumne Hame mastana kiya Apna banakar tumne Hamko duniya se begana kiya Apna banakar tumne Hamko duniya se begana kiya atozlyric.com Ye prem hai kya jakar pucho Koi sama ke us deewane se Koi sama ke us deewane se Jalne mein maza aata hai kya Pucho koi parwane se Jalne mein maza aata hai kya Pucho koi parwane se Hamne to aadesh pe uske Dil apna nazrana kiya Dil apna nazrana kiya Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya Dilwalo hardum haste haste Dil ka sauda karte hai Ha dil ka sauda karte hai Anjaam ki kya parwah unko Wo nahi maut se darte hai Anjaam ki kya parwah unko Wo nahi maut se darte hai Humne bhi kisi dilbar ke dil se Aao suna ada na kiya Aao suna ada na kiya Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya Kya aan nayi kya shaan nayi Kya aan nayi kya shaan nayi Kya ada nirali bato ki Kya ada nirali bato ki Nas nas mein bijli daud gayi Ye harkat hai in hatho ki Nas nas mein bijli daud gayi Ye harkat hai in hatho ki Hum kaap rahe ab tak dekho Hum kaap rahe ab tak dekho Itna hamko hairan kiya Itna hamko hairan kiya Apna banakar tumne Ha ha tumne na na tumne Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya Apna banakar tumne hamko Duniya se begana kiya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apna Banakar Tumne lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Nirmala Devi, music by Shankar Rao Vyas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.