Dil Ko Aaya Sukoon by Hiral Brahmbhatt, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan song Lyrics and video

Artist:Hiral Brahmbhatt, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Album: Single
Music:Sajid Ali, Wajid Ali
Lyricist:Sameer
Label:Sony Music
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Dil Ko Aaya Sukoon lyrics, the song is sung by Hiral Brahmbhatt, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan from Rangrezz (2013). The music of Dil Ko Aaya Sukoon Romantic track is composed by Sajid Ali, Wajid Ali while the lyrics are penned by Sameer.
Dil ko aaya sukoon
Tere deedar se haaye
Dil ko aaya sukoon
Tere deedar se
Ab na hona rukhsat
Apne dildar se haay
Bin tere ik lamha
Ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Bin tere ik lamha
Ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Dard tanhayi ka
Dooriyon ka mausam
Naa jiya jaaye na
Bekasi ka aalam
Tere ehsaaso ki
Chaadarein bunti hoon
Main tere khwabon ki
Neend mein chunti hoon
Dil ko aaya sukoon
Tere deedar se
Ab na hona rukhsat
Apne dildar se haay
Bin tere ik lamha ab
Reh nahi paata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Tera ishq ishq ishq
Bas tere pehlu mein
Jeene ki chaahat hai
Zindagi tu meri
Tujhse hi daahat hai
Jab duaa maangi hai
Bas tujhe maanga hai
Saanson ki galiyon mein
Tujhko hi paaya hai
Dil ko aaya sukoon
Tere deedar se
Ab na hona rukhsat
Apne dildar se haay
atozlyric.com
Bin tere ik lamha
Ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Bin tere ik lamha
Ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere allah
Kitna tadpata hai
Tera ishq ishq ishq.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dil Ko Aaya Sukoon lyrics in Hindi by Hiral Brahmbhatt, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, music by Sajid Ali, Wajid Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.