Phoolon Ke Rang Se by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sachin Dev Burman |
Lyricist: | Gopaldas Saxena (Neeraj) |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Phoolon Ke Rang Se lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Prem Pujari (1970). The music of Phoolon Ke Rang Se Romantic track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Gopaldas Saxena (Neeraj). Phoolon ke rang se dil ki Kalam se tujh ko likhi roj paati Kaise bataaoo kis kis tarah Se pal pal muze too sataati atozlyric.com Tere hi sapane lekar ke soya Tere hi yaadon mein jaga Tere khayalo mein Ulajha raha yoo jaise Ke mala mein dhaga Haan baadal bijali chandan Paani jaisa apna pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Aa itna madir itna Madhoor tera mera pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Saanso ki saragam Dhadakan ki binaa Sapno ki gitaanjali too Man ki gali mein Mahake jo haradam Aisi joohi ki kali too Chhotaa safar ho Lanbaa safar ho suni Dagar ho yaa melaa Yaad too aaye mann ho Jaaye bhid ke bich akelaa Haan baadal bijali chandan Paani jaisa apna pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Haan itna madir itna Madhoor tera mera pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Poorab ho pashchim Uttar ho dakshin too Har jagah muskuraye Jitna hi jaaoo main door Tuz se utani hi too paas aaye Aandhi ne rokaa Paani ne tokaa duniya Ne hasakar pukara Tasawir teri lekin liye Mai kar aayaa sab se kinara Haan baadal bijali chandan Paani jaisa apna pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Haan itna madir itna Madhoor tera mera pyaar Lenaa hogaa janam Hame kai kai baar Kai kai baar kai kai baar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Phoolon Ke Rang Se lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.