Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil by Kundan Lal Saigal song Lyrics and video
Artist: | Kundan Lal Saigal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pankaj Mullick |
Lyricist: | Mirza Ghalib |
Label: | Saregama |
Genre: | |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Yahudi Ki Ladki (1933). The music of Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil track is composed by Pankaj Mullick while the lyrics are penned by Mirza Ghalib. Nuktaacheen hai gham-e-dil Usko sunaaye na bane Kyaa bane baat jahaan Baat banaaye na bane Kyaa bane baat jahaan Baat banaaye na bane Main bulaataa to hoon Usko magar ae jazbaa-e-dil Main bulaataa to hoon Usko magar ae jazbaa-e-dil Us pe ban jaaye kuchh aisi Us pe ban jaaye kuchh Aisi ki bin aaye na bane Us pe ban jaaye kuchh Aisi ki bin aaye na bane Nuktaacheen hai gham-e-dil Usko sunaaye Bojh wo sar pe giraa aaa Bojh woh sar se giraa Hai ki uthaaye na uthe Kaam wo aan padaa Hai ke banaaye na bane Kaam wo aan padaa Hai ke banaaye na bane Nuktaacheen hai gham-e-dil Usko sunaaye atozlyric.com Ishq par zor nahin Ishq par zor nahin hai Ye wo aatish ghaalib Ke lagaaye na lage Ke lagaaye na lage Aur bujhaaye na bane Ke lagaaye na lage Aur bujhaaye na bane Nuktaacheen hai gham-e-dil Usko sunaaye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nuktaacheen Hai Gham-E-Dil lyrics in Hindi by Kundan Lal Saigal, music by Pankaj Mullick. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.