Dharati Hai Pyaari by Alka Yagnik, Shaan song Lyrics and video

Artist:Alka Yagnik, Shaan
Album: Single
Music:Bali Brahmbhatt
Lyricist:Sameer
Label:Saregama
Genre:Love
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Dharati Hai Pyaari lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Shaan from Pyaar Zindagi Hai (2001). Dharati Hai Pyaari Love soundtrack was composed by Bali Brahmbhatt with lyrics written by Sameer.
Dharati hai pyaari pyaari
Ambar hai pyara pyara
Par sab se pyaara
Hai pyaar hamaara
Maange naa mehn chaupare
Maangi naa chand sitaare
Kafi hai jine ko
Bas pyaar hamaara
Pyaar hai sajda
Pyaar hai puja
Pyaar hai sajan
Pyaar hai karuna
Pyaar tapasya
Pyaar hai arpan
Pyaar hai vaada
Pyaar vachan hai
Pyaar hai bandhan
Kaanha ki bansi gaaye
Radha ki paayal baaje
Jhume re pyaar me jhume
Vrindavan saara
Sundar ek bhavana hai
Mann ki aaradhana hai
Paawan hai pyaar
Jaise ganga ki dhaara
Bin tulsi ke aangan kaisa
Bin phulo ke gulshan kaisa
Bin barkha ke sawan kaisa
Bin khushbu ke chandan kaisa
Bina pyar dil suna suna
Bina pyar ke jivan kaisa
atozlyric.com
Ho ho ho ho ho ho
Pyar mit hai pyaar git hai
Pyar tal hai pyaar hai sargam
Pyar kasak hai pyar mahek hai
Pyar phul hai pyar hai shabnam
Pyar sukun hai pyar junun hai
Pyar tadap hai pyar nasha hai
Pyar haya hai pyar dua hai
Pyar bandagi pyar khuda hai
Pyar zindagi hai
O ho ho pyaar zindagi hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Dharati Hai Pyaari lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Shaan, music by Bali Brahmbhatt. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.