Sher Ka Husn Ho by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mohammed Zahur Khayyam |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Sher Ka Husn Ho lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Chambal Ki Kasam (1980). Sher Ka Husn Ho Playful soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Sahir Ludhianvi. Sher ka husn ho Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum Ek dhadkti hui ek dhadkti hui Shadab kahani ho tum sher ka husn ho atozlyric.com Aankh aisi aankh aisi Ke kaval tumse nishani mange Zulf aisi zulf aisi Ke ghata sharam se pani mange Jis taraf se bhi jis taraf se bhi Nazar dale suhani ho tum Sher ka husn ho Jism aisa jism aisa ke Ajanta ka amal yaad aaye Sangemarmar me dhala Sangemarmar me dhala Tajmahal yaad aaye Pighle pighle pighle pighle huye Rango ki ravani ho tum Sher ka husn ho Dhadkne bunti hai jisko Wo tarana ho tum Sach kaho kis ke mukaddar Ka khazana ho tum Mujhpe mahir ho Mujhpe mahir ho ke Dushman ki diwani ho tum Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum Sher ka husn ho sher ka husn ho. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sher Ka Husn Ho lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Mohammed Zahur Khayyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.