Tumhe Prasann Yun Dekh Ke by Zohrabai Ambalewali song Lyrics and video

Artist:Zohrabai Ambalewali
Album: Single
Music:Vasant Desai
Lyricist:Ratan Piya
Label:Young India Records
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Tumhe Prasann Yun Dekh Ke lyrics, the song is sung by Zohrabai Ambalewali from Shakuntala (1943). The music of Tumhe Prasann Yun Dekh Ke Playful track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Ratan Piya.
Tumhe prasann yun dekh ke
Naach uthha aakash
Prithvi par bhi aa gaya
Sundar ek prakaash
atozlyric.com
Aao sakhi ri aao
Aao sakhi ri aao
Apni sundar aasha
Ke phul khilaao
Aao sakhi ri aao
Man mandir ke dwaar dwaar par
Vandanwaar bandhaao
Vandanwaar bandhaao
Sukh sapno se hriday bhawan ko
Hans hans aur sajaao
Aao sakhi ri aao
Jeevan ki uthhti lahron ko
Jeevan ki uthhti lahron ko
Gin gin mauj bandhaaon
Gin gin mauj bandhaaon
Nai umangen nai tarange
Nai umangen nai tarange
Unpe rang chadhaao
Unpe rang chadhaao
Gaao ri naacho ri
Gaao aao naacho ri
Gaao ri naacho ri
Aao aao aao
Aao sakhi ri aao
Aao sakhi ri aao
Apni sundar aasha
Ke phul khilaao
Aao sakhi ri aao.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tumhe Prasann Yun Dekh Ke lyrics in Hindi by Zohrabai Ambalewali, music by Vasant Desai. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.