Pyar Karun Ya Na Karun by Ameeta Parsuram song Lyrics and video
Artist: | Ameeta Parsuram |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaspal Moni |
Lyricist: | Jaspal Moni |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Pyar Karun Ya Na Karun lyrics, the song is sung by Ameeta Parsuram from Ishq Lamhe (2013). Pyar Karun Ya Na Karun Ghazal soundtrack was composed by Jaspal Moni with lyrics written by Jaspal Moni. Haan mujhe yaad hain main hi kahan tha tujhse Mere mehboob tere pyaar pe mere haq hain Ab ye aalam hain ke dil puchh raha hain tujhse Aye meri jaan tujhe pyar karun ya na karoon Main tujhe pyaar karu bhi to bata kaise karoon Teri pehchan karun bhi to bata kaise karoon Guftagu sheri mein na lehzaa mein kashish pehali si Dil mein dhadkan na badan mein woh hara rakt baaki Kyaa wahi tu hain jise tut ke chaha maine Koan tha woh ke jise pyaar kiya tha maine Woh bhi din the ke bichhad ne ka tasvoor bhi na tha Raste mere teri raah se jaa milte the Hum safar tu tha magar saath chala hain maaji Teri yaade hain mere saath ke jeenda lashe Raakh hota hi gaya apni mohabbat ka wajood Kyaa isi raakh mein chingari dabi hain koi In sawalat ke sholo mein na jal jaaoon kahin Bas isi soch ke hum raah main chal deti thi Kuchh kadam chal ke wahi loat ke aa jaati thi Phir ussi maaji ke dariyan mein sama jaati thi Silsila chalta raha ek zamane se bhi Na koi raah na manzil na thikana koi atozlyric.com Aakhir ashq tut gaya pyaar ki azmat ka bharam Saamna sach ka huaa sach ne sawalat kiye Jab muhobbat hi nahi haq ki tamanna kyun hoe Kyun tabiyat ko sharabo ka talabgaar karun Khub maloom hain dil ko ki khatta kis ki hain Kyun yakeen tuj pe karoon khud ko gunehgaar karun Ek khwaish hain ki woh duniya mein taklif karoon Dil dhadkte ho jahaan rooh jahan zinda ho Sare zare se muhobbat ho numaya jis jahaan Daastan dil ke bayan karne ko aankhe ho jubaan ho Pyaar ki duniya se wakef to nahi tu lekin Jaane kyun aaj mujhe tera khayaal aaya hain Besabb tujhse jo rishta hain usi ki khatir Mere hotho pe mere dil ka sawaal aaya hain Aye meri jaan tujhe pyar karun ya na karoon Aye meri jaan tujhe pyar karun ya na karoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pyar Karun Ya Na Karun lyrics in Hindi by Ameeta Parsuram, music by Jaspal Moni. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.