Jab Raat Hai Aisi Matwaali by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Naushad Ali |
Lyricist: | Shakeel Badayuni |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mughal-E-Azam (1960). Jab Raat Hai Aisi Matwaali Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni. Ye dil ki lagi kam kya hogi Ye ishq bhala kam kya hoga Jab raat hai aisi matwaali Jab raat hai aisi matwaali Phir subah ka aalam kya hoga Phir subah ka aalam kya hoga Naghmon se barasti hai masti Chhalke hain khushi ke paimaane Chhalke hain khushi ke paimaane Aaj aisi bahare aayi hain Kal din me banenge afsaane Kal din me banenge afsaane Ab isse zyada aur haseen Ye pyaar ka mausam kya hoga Ab isse zyada aur haseen Ye pyaar ka mausam kya hoga Jab raat hai aisi matwaali Phir subah ka aalam kya hoga Phir subah ka aalam kya hoga atozlyric.com Ye aaj ka rang aur ye mehfil Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai Aankhon me qayaamat ke jalwe Seene me tadapta pyaar bhi hai Seene me tadapta pyaar bhi hai Is rang me koi jee le agar Marne ka usse gham kya hoga Is rang me koi jee le agar Marne ka usse gham kya hoga Jab raat hai aisi matwaali Phir subah ka aalam kya hoga Phir subah ka aalam kya hoga Haalat hai ajab deewano ki Ab khair nahin parwaano ki Ab khair nahin parwaano ki Anjaame muhabbat kya kahiye Lay badhne lagi armaano ki Lay badhne lagi armaano ki Aise me jo paayal toot gayi Phir ai mere hamdam kya hoga Aise me jo paayal toot gayi Phir ai mere hamdam kya hoga Jab raat hai aisi matwaali Phir subah ka aalam kya hoga Phir subah ka aalam kya hoga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Naushad Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.