Yeh Kaisa Anyay by Kundan Lal Saigal song Lyrics and video
Artist: | Kundan Lal Saigal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rai Chand Boral |
Lyricist: | Arzoo Lakhnavi |
Label: | Megaphone Records |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Yeh Kaisa Anyay lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Lagan (1941). Yeh Kaisa Anyay Sad soundtrack was composed by Rai Chand Boral with lyrics written by Arzoo Lakhnavi. Yeh kaisa anyay data Yeh kaisa anyay Mere banta kam bigad kar Bigde kam banaye Mere banta kam bigad kar Bigde kam banaye Beda par lagaye data Beda par lagaye data Yeh kaisa anyay data Yeh kaisa anyay Dukh jhele jis sukh ke karan Wo sukh bhi chhin jaaye Dukh jhele jis sukh ke karan Wo sukh bhi chhin jaaye Jaise apne diye ki jyoti Dujhe ke ghar jaaye data Jaise apne diye ki jyoti Dujhe ke ghar jaaye data Yeh kaisa anyay data Yeh kaisa anyay atozlyric.com Main bhi yunhi zama rahunga Kaisa toofan aaye Ghat ka patthar hil nahi sakta Laakh thapede khaye Main bhi yunhi jama rahunga Kaisa toofan aaye Ghat ka patthar hil nahi sakta Laakh thapede khaye Kabhi to dukh ko Sukh kar dega Anyayi ka nyay Kabhi to dukh ko Sukh kar dega Anyayi ka nyay Andha to tabhi patiya yeh Jab do aankhe paye Andha to tabhi patiya yeh Jab do aankhe paye data. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Kaisa Anyay lyrics in Hindi by Kundan Lal Saigal, music by Rai Chand Boral. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.