Maaf Kiya by Sajjad Ali song Lyrics and video
Artist: | Sajjad Ali |
---|---|
Album: | Single |
Music: | |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Maaf Kiya lyrics, the song is sung by Sajjad Ali from Rangeen (2005). Maaf Kiya soundtrack was composed by with lyrics written by . Iss gaane se woh log Itefaq karen ge Jo bewafayi ki saza Pe yaqeen nahin rakhte Bas gila kar lete hain Jao jao jao tumhain maaf kiya Tum ne mera naam Dheere se kaheen bulaya tha Zindagi naraz tum se rehti thi Maine manaya tha Baat un kahin tum se na hue Maine maani thi Tum ne mujhe har tarah se Aazmaya tha Tum ne aitebar mera tod bhi diya Phir bhi main ne tum se dil saaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Tum ney mera dil toda Jaaney kyun akela chhoda Phir bhi main ne Tum se dil saaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya atozlyric.com Jaate jaate kya mere baare main Tum ne socha tha Dil ki chabiyan gir gayi kahan Mod kay dekha tha Patharon mai sheeshe ka Dil chhod kar gaye Merey saath kaisa insaaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Tum ne mera dil toda Jaane kyun akela choda Phir bhi maine tum se dil saaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Janey tum ne kiya socha kaho Aisa tum ne kyun kiya kaho Bolo na kya yeh hai wafa Bolo na kya bolo na nahin Mere bin tumhare Liye koyi bhi nahin Itni dur jaa ke aitraf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Tum ne mera dil toda Jaane kyun akela choda Phir bhi main ne Tum se dil saaf kiya Jao jao jao main Ne tumhain maaf kiya Jao jao jao main Ne tumhain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao tum hain maaf kiya Jao jao jao. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Maaf Kiya lyrics in Hindi by Sajjad Ali, music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.