Agar Dil Dil Se Takraye by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mohammed Zahur Khayyam, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Agar Dil Dil Se Takraye lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Shola Aur Shabnam (1961). Agar Dil Dil Se Takraye Masti soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) with lyrics written by . Agar dil dil se takraye Agar dil dil se takraye To afsana bana dale Kabhi khudse kabhi khudse Kabhi dunia se Begana bana dale Ye jalim jisko chahe Use deewana bana dale Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai atozlyric.com Ab unse kya kahe Ab unse kya kahe Wo kab hamara Gham samjhate hai Jo hum par ishq me gujri hai Usko hum samjhte hai Kisi ke dil ki baat Bekahe hum jan lete hai Wo humse kya chupenge Hum najr pahchan lete hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Sahi hai hamne dil par Sakhtiya jamane ki Hame har chot par Aadat rahi hai muskurane ki Hasino ko maja aata Hai kuch thukarane mein Kabhi najre milane mein Kabhi najre badlane mein Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Ye mana chah ka muskil Se hum ikrar karte hai Magar fir jan bhi jaye Usi se pyar karte hai Mohabbaat karne walo par hasi Mohabbaat karne walo par hasi Humko to aati hai Yahi sunte hai isme Dil se pahle jan jati hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai Mohabbaat aisi hoti hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Agar Dil Dil Se Takraye lyrics in Hindi by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, music by Mohammed Zahur Khayyam, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.