Khusamad Hai Duniya by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) song Lyrics and video
Artist: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Khusamad Hai Duniya lyrics, the song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Navsherwan-E-Adil (1957). The music of Khusamad Hai Duniya Playful track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by . Khusamad hai duniya me aala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala Khusamad bhai khusamad Khusamad hai duniya me aala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala Karobari ho ya sarkari Har daftar me ye bimari Karobari ho ya sarkari Har daftar me ye bimari Zara chuke to ho zara chuke To muh hoga kala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala Kahe malik to gardan hila do Ha ji ha ha ji ha ha ji ha Kahe malik to gardan hila do Din ko tare bhi gin ke dikha do Rup ka rang bata do kala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala atozlyric.com Khusamad se abba bhi razi Aur khusamad se jurwa bhi razi Khusamad se jurwa bhi razi Kabhi ghar me na Kabhi ghar me na hoga ghotala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala Sach jo bole to khaoge dande Ki khusamad parathe ande Sach jo bole to khaoge dande Ki khusamad parathe ande Sar sarata milega niwala Khusamad ka hai bolbala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala Khusamad na ki jisne Duniya me rahkar Niklega uska diwala. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Khusamad Hai Duniya lyrics in Hindi by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.