Jaane Kyun Tanha Ho Gaye by Sonu Nigam song Lyrics and video
Artist: | Sonu Nigam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pritam Chakraborty |
Lyricist: | Irshad Kamil |
Label: | Times Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jaane Kyun Tanha Ho Gaye lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Bhram: An Illusion (2008). Jaane Kyun Tanha Ho Gaye Sad soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Irshad Kamil. Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun Dheere dheere sara jag ye begaana, dil ka fasaana anjaana sa lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage….. Jaane kyun atozlyric.com Haan maana tha saaya apna jise, usine sikhaaya hai hame jalna Kyun aise sheeshe ki tarah se tuta hai aankhon me hi mera sapna Dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewaane kaise thikaane ja lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage….. Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun Inn baarishon mein aaja bheege yeh dil Dekhe na koyi aansu jo hai behte Haan aankhon me thodi khushiya chhupake thode ghum bhi hai rehte Dheere dheere mile baarishon ka paani Akhiyon ka paani tab ki kahani na lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage…… Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye Jaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye Jaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaane Kyun Tanha Ho Gaye lyrics in Hindi by Sonu Nigam, music by Pritam Chakraborty. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.