Hum Watan Ke by Sardar Mansoor song Lyrics and video
Artist: | Sardar Mansoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Master Mohammad |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hum Watan Ke lyrics, the song is sung by Sardar Mansoor from Jai Bharat (1936). The music of Hum Watan Ke Playful track is composed by Master Mohammad while the lyrics are penned by . Jaanen nissar karnaa, Azaadi-e-watan par Dekho khizaan na aaye Phoole phale chaman par Hans hans ke waar lenaa Teer-o-tabar ke tan par Ek ek katraa khoon Ho gul ki tarah badan par Hum par karey jo hamlaa Mil kar jahaan saara Jhukne na paaye phir bhi Bhaarat nishaan hamaara atozlyric.com Mere bhaayio, Apne pyaare senapati ji Ko aakhri salaam Kar ke rukhsat karo Hum watan ke Watan hamaara Bhaarat mata jai jai jai Hum watan ke Watan hamaara Bhaarat mata jai jai jai Tan mann tujh par arpan saara Bhaarat mata jai jai jai Tan mann tujh par arpan saara Bhaarat mata jai jai jai Ek kaan ke do hain heere Hindu muslim ka naata Kaaba kaashi donon aalaa Bhaarat sab ki hai maata Baandhe kamar khadey Hargiz na hum daren Sheron se jaa laden Satt par hum ha ha ha Baandhe kamar khadey Hargiz na hum daren Sheron se jaa laden Satt par hum ha ha ha Hum watan ke Watan hamaara Bhaarat mata jai jai jai Tan mann tujh Par arpan saara Bhaarat mata jai jai jai Saj kar bakhtar Ban ke bahadur Jaayen rann mein Hum hum hum Saj kar bakhtar Ban ke bahadur Jaayen rann mein Hum hum hum Dushman se ladtey Bijli ban chamken Shamsheeren damken Dushman se ladtey Bijli ban chamken Shamsheeren damken Dushman se ladtey Bijli ban chamken Shamsheeren damken Khoon bharaa hai rag rag mein Khoon bharaa hai rag rag mein Bheem arjun aur akbar ka Bheem arjun aur akbar ka Hum watan ke Watan hamaara Bhaarat mata jai jai jai Tan mann tujh par arpan saara Bhaarat mata jai jai jai Dil mein hamaare hain armaan Do do haath dikhaayen haan Mil jul ke hindu mussalmaan Aabaad karen hum hindustaan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hum Watan Ke lyrics in Hindi by Sardar Mansoor, music by Master Mohammad. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.