Waqt Ke Saath by Asha Bhosle, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anu Malik |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Saregama |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Waqt Ke Saath lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz from Begaana (1986). Waqt Ke Saath Philosophical soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Anjaan. Chal raha hoon mere dil mein Sirf chalne ki khushi hain Aane wale kal ki surat Meri aankho mein basi hain Mar chuke hain wo jo Thak kar rashte mein baith jaye Waqt se ladta raha main Waqt ka mara nahin hoon Waqt ke sath har zkham bharta nahin Waqt ke sath har zkham bharta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam Waqt gaye na gujare gujarta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Waqt hota hain kya ye use hain pata Waqt ki aag mein jo jala hain Waqt ka dusara naam takdir hain Zor kismat pe kiska chala hain Waqt ki thokre chur kar de jise Wo bigad ke swarta nahin Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam Waqt gaye na gujare gujarta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Dhup banke kabhi chhav banke kabhi Waqt chehare badalta rahega Waqt ki thokre kha ke bhi aadmi Yuhi girta sambhalta rahega Wo hai kya aadmi apni himmat se Jo waqt ka rukh bdalta nahin Waqt ke sath hain zkham bharta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Phir bhi jite hain sab koi marta nahin Waqt ki dhund se hum jo gujare kabhi Rah sujhe na koi kahi oo oo Aati jati rahi waqt ki aandhiya Chand sooraj bhuje to nahin Chand sooraj bhuje to nahin atozlyric.com Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam Waqt humse zuda to nahin jite ji kyun mare Waqt se kyu dare waqt apna khuda to nahin Waqt apna khuda to nahin Waqt apna khuda to nahin Waqt apna khuda to nahin. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Waqt Ke Saath lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Aziz, music by Anu Malik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.