Log Aurat Ko Fakat by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravindra Jain |
Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Log Aurat Ko Fakat lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Insaf Ka Tarazu (1980). Log Aurat Ko Fakat Playful soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Sahir Ludhianvi. Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Ruh bhi hoti hain usme ye kahan sochte hain Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Ruh kya hoti hainm isse unhe matlab hi nahi Wo to bas tan ke takajo ka kaha maante hain Ruh mar jaye to, har jism hain chalti hui laash Is hakikat ko samjhte hain na pahchante hain Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Kitni sadiyo se ye vehshat ka chalan jari hain Kitni sadiyo se hain kayam ye gunaho ka rawa Log aurat ki har ek chikh ko nagma samjhe Ho kabilo ka zamana ho ke shehro ka sama Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Jrab se nasl bade julm se tan mel kare Ye amal hum hain beilam parindo me nahi Hum jo insaano ke tahjibo liye firte hain Hum sa vehshi koi jungle ke darindo me nahi Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Ek main hi nahi kya janiye kitni hongi Jinko ab aayina takne se jhijhak aati hain Jinke khaabo me na sahre hai na sindur na sej Aur na murda hu ke jeene ghamo se chhutu Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Ek bujhi ruh lute jism ke dhache me liye Sochti hu ki kahan jake mukkadar fodu Main na jinda hu, ke marne ka sahara dhundhu Aur na murda hu, ke jeene ke gamo se chhutu Log aurat ko fakat jism samajh lete hain atozlyric.com Kaun batlayega mujhko kise jakar puchhu Zindagi kahar ke saancho me dhalegi kab tak Kab talak aankh na kholega zamane ka zamir Julm aur jabr ki ye reet chalegi kab tak Log aurat ko fakat jism samajh lete hain Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Log Aurat Ko Fakat lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.