Chhupa Le Aankhon Mein by Kumar Sanu, Sadhana Sargam song Lyrics and video
Artist: | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anwar Sagar |
Label: | Tips Records |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chhupa Le Aankhon Mein lyrics, the song is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam from Juaari (1994). Chhupa Le Aankhon Mein Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Anwar Sagar. Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Laga le seene se bana ke aanchal Aaj ka ye sama kal rahe na rahe Banalungi tujhko main dil ki dhadkan Lutadungi tujhpe main sara jiwan Bhul dungi tujhe main zamane ke gham Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Banalungi tujhko main dil ki dhadkan atozlyric.com Sanso mein aag lagi hai sanam Pyar ki peela de mujhe shabnam Tune kaisa jaadu ye mujhpe kiya Chhane laga mujhpe tera nasha Bas mein nahi hai dil ye deewana Tere sar ki kasam tere sar ki kasam Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Banalungi tujhko main dil ki dhadkan Pyar ki tu pehli bahar dede Bekarar dil ko karar dede Aankhon mein teri shararat hai Baato mein teri mohabbat hai Aashiq hu tera pagal deewana O meri jaane jaan o meri jaane jaan Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Banalungi tujhko main dil ki dhadkan Aaj main had se gujar jaaunga Teri adao pe mar jaunga Gori gori baaho mein aaja sajan Aaj ho jayega apna milan Zulfon ke saye badan ke ujale Tere liye hai sanam tere liye hai sanam Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Banalungi tujhko main dil ki dhadkan Aaj ka ye sama kal rahe na rahe Banalungi tujhko main dil ki dhadkan Lutadungi tujhpe main sara jiwan Bhul dungi tujhe main zamane ke gham Chhupa le aankhon mein bana ke kajal Banalungi tujhko main dil ki dhadkan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chhupa Le Aankhon Mein lyrics in Hindi by Kumar Sanu, Sadhana Sargam, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.