Yeh Kismat Hain Kya by Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anjaan, Sikander Bharti |
Label: | Tips Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Yeh Kismat Hain Kya lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Ghar Ka Chiraag (1989). Yeh Kismat Hain Kya Sad soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Anjaan, Sikander Bharti. Har dua ek baddua kyu Kyun ban gayi pal mein yaha Bewafa kismat bhi Uth gaya sar se hath ma Yeh kismat hai kya janta hain wahin Zamane mein hain jiski kismat boori Aadmi khud ko insa bana na saka Apni kismat nayega kya aadmi Yeh kismat hain kya janta hain wahin Zamane mein hain jiski kismat boori atozlyric.com Yeh kismat hain karti ajab faisle Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile Bhatkti hai yu dar badar zindagi Ke marke bhi insa mar na sake Yeh kismat hain kya janta hain wahin Zamane mein hain jiski kismat boori Ek thokar lagi tuta sara nasha Ab jana kaha kuch nahi hai pata Lake kismat ne chhoda hai kis mod par Jo musafir tha khud ban gaya rashta Yeh kismat hain kya janta hai wahi Zamane mein hain jiski kismat boori Aadmi khud ko insa bana na saka Apni kismat bnayega kya aadmi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Kismat Hain Kya lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.