Bhari Sabha Mein by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chitragupta Shrivastava |
Lyricist: | Saraswati Kumar Deepak |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
BHARI SABHA MEIN LYRICS: The song is sung by Mohammed Rafi from Hindi film Pawan Putra Hanuman (1957) , directed by Babubhai Mistri. The film stars S. N. Tripathi, Mahipal, Anita Guha, B. M. Vyas, Krishan Kumari and Amirbai Karnataki in the lead role. The music of "Bhari Sabha Mein" song is composed by Chitragupta Shrivastava , while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak . Bhari sabha mein ram Bhakt ki hoti aaj hansai Bhakt dare kyu duniya se jab Ram hai uske sahai Mahima aparampar ram ki Mahima aprampar Mahima aparampar ram ki Mahima aprampar Jab jab sunte karun pukar Aate pal mein karunadhar Ram ki mahima aparampar Balpane mein vishwamitra ke Saath chale raghurai Ek teer se mar giraya jabhi tadka aayi Rakhwale ban gaye karipalu Aghay bhumi ke dawar Ram ki mahima aparampar Mahima aparampar ram ki Mahima aparampar Patthar ban kar padi ahilya Shrap pati ka paya Din bhandu ne charan dhul se Uska shrap mitaya Sati ahilya ko bhagawan ne Pal mein diya ubar Ram ki mahima aparampar Mahima aparampar ram ki Mahima aparampar Jab hua sita swayamwar Door se aaye dhanurdhar Har kar baithe sabhi shiv ke Dhanush ko chhod ke Akad mein lankesh aaya Dhanush uspe uth na paya Ram ne tab rakh diya pal mein Dhanush ko tod ke Magan ho gayi mithala nagari Magan ho gayi mithala nagari Hui suman bauchhar Ram ki mahima aparampar Mahima aparampar ram ki Mahima aparampar Bholi bhali shabari ne Chakh chakh kar ber jhutaye Ber prem ke ber ber Shri ramchandra ne khaye Bhole bhagawan bhed bhaw ka Karte kaha vichar Ram ki mahima aparampar Mahima aparampar ram ki Mahima aparampar Bhakto ke rakhwale bhagawan Meri aan nibhao Bhakto ke rakhwale bhagawan Meri aan nibhao Mann mandir ke swami mere Mann mein darsh dikhao Mann mein darsh dikhao Jai jai shri ram Ho raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram Raghupati raghav raja ram Patit pawan sita ram. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bhari Sabha Mein lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Chitragupta Shrivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.