Yeh Aaine Se by Hariharan song Lyrics and video
Artist: | Hariharan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hariharan |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Yeh Aaine Se lyrics, the song is sung by Hariharan from Kaash (2000). The music of Yeh Aaine Se Love track is composed by Hariharan while the lyrics are penned by . Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai Jo main nahi hoon to Phir teri rubaru kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai Issi umeed pe kaati Hai zindagi maine Issi umeed pe kaati Hai zindagi maine Woh kaash poochhte Mujhse ke aarzu kya hai Woh kaash poochhte Mujhse ke aarzu kya hai Jo main nahi hoon to Phir teri rubaru kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai atozlyric.com Yeh range gul yeh shafakul aur Yeh taveshe anjum Yeh range gul yeh shafakul aur Yeh taveshe anjum Tera jamal nahin hai To charsu kya hai Tera jamal nahin hai To charsu kya hai Jo main nahi hoon to Phir teri rubaru kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai Kyun unke samne tum Dil ki baat karte ho Kyun unke samne tum Dil ki baat karte ho Jo khud samajte nahin Dil ki aabru kya hai Jo khud samajte nahin Dil ki aabru kya hai Jo main nahi hoon to Phir teri rubaru kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai Guftagu kya hai guftagu kya hai Yeh aaine se akele Main guftagu kya hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Aaine Se lyrics in Hindi by Hariharan, music by Hariharan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.