Kamsin Kali by Mohana Sarkar, Shibani Kashyap, Vinod Rathod song Lyrics and video

Artist:Mohana Sarkar, Shibani Kashyap, Vinod Rathod
Album: Single
Music:Nitin Raikwar
Lyricist:Nitin Raikwar
Label:T-Series
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Kamsin Kali lyrics, the song is sung by Mohana Sarkar, Shibani Kashyap, Vinod Rathod from Mr Ya Miss (2005). Kamsin Kali Romantic soundtrack was composed by Nitin Raikwar with lyrics written by Nitin Raikwar.
Kamsin kali teri gali
Kamsin kali teri gali
Dil chal pada leke angdaai
Masumiyat
Masumiyat yeh nazakat
Aankhon mein hai jheel si gehrai
Kamsin kali teri gali
Teri adaa sabse judaa
Tu hai haseen aur main hu jawaan
Meri adaa sabse judaa
Main hu haseen main hu jawaan
Aye maane na maane
Na maane na maane na
Dil mera maane na
Maane na maane na
Zulfen teri jaise ho ghat chaai
Kamsin kali teri gali
Kamsin kali teri gali
Dil chal pada leke angdaai
Masumiyat yeh nazakat
Aye tujhse shuru tujhse khatam
Mera jahaan aye jaaneman
Mujhse shuru mujhse khatam
Tera jahaan aye jaaneman
Aaye jaaye na jaaye na
Jaaye na jaaye na
Tere siwa dil kahi jaaye na
Jara jaan le meri wafaai
Kamsin kali teri gali
Kamsin kali teri gali
Dil chal pada leke angdaai
Masumiyat yeh nazakat
atozlyric.com
Tu meri mohabbat hain
Arey yeh meri kismat hain
Main teri mohabbat hu
Yeh teri kismat hain
Aye aaye na aaye
Na aaye na aaye na
Tere siwa chain bhi aaye na
Ibaadat teri meri khudaai
Kamsin kali teri gali
Kamsin kali teri gali
Dil chal pada leke angdaai
La la la la zu zu zu zu.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kamsin Kali lyrics in Hindi by Mohana Sarkar, Shibani Kashyap, Vinod Rathod, music by Nitin Raikwar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.