Zulm Ki Nagri Mein by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Zulm Ki Nagri Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aas (1953). Zulm Ki Nagri Mein Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Kya ye duniyaa hai yahaan kar ke bhalaai dekh li Soch naa sakate the jo wo bhi buraai dekh li Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai Sab to paraye hai jahan mein kaun hamara hai Sab to paraye hai jahan mein kaun hamara hai O o paapi ko aaraam jagat me paapi ko aaraam O o pun waale badanam jagat me pun waale badanam atozlyric.com Dekh liya sansaar yahan ka khel hi nyara hai Dekh liya sansaar yahan ka khel hi nyara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai O o chhinaa mera laal jagat ne chhinaa mera laal O o mamata hai behaal yahan par mamata hai behaal Mujhase huaa hai dur jo meri aankh ka tara hai Mujhase huaa hai dur jo meri aankh ka tara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai O o anyaayi ki jit yaha par anyaayi ki jeet O o roti sachchi prit yahan par roti sachchi preet Sunate ho bhagawaan yahi insaaf tumhara hai Sunate ho bhagawaan yahi insaaf tumhara hai Zulm ki nagri mein kisi ka kaun sahara hai Sab to paraye hai jahan mein kaun hamara hai Zulm ki nagri mein kisi kaa kaun sahara hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zulm Ki Nagri Mein lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.