Hum Mohabbat Me Jane Kya Kar Jate by Kishore Kumar, Suman Kalyanpur song Lyrics and video

Artist:Kishore Kumar, Suman Kalyanpur
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anand Bakshi
Label:Saregama
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

HUM MOHABBAT ME JANE KYA KAR JATE LYRICS: The song is sung by Kishore Kumar and Suman Kalyanpur from Hindi film Magroor (1979) , directed by Brij. The film stars Shatrughan Sinha, Vidya Sinha, Premnath, Helen, Deven Verma, Nadira, Narendra Nath, Paintal, Shreeram Lagoo and Jagdish Raj in the lead role. The music of "Hum Mohabbat Me Jane Kya Kar Jate" song is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) , while the lyrics are penned by Anand Bakshi .
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Tumne rok liya tumne
Tumne rok liya re warna
Ho warna hum mar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Tumne rok liya re warna hum mar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Hum ko das leti yahi tanhaiya
Hum ko das leti yahi tanhaiya
Aapki hoti badi ruswaiya
Rat din karti paresha aapko
Ek ghayal ru ki parchaiya parchaiya
Rat ko sapno me bhi
Rat ko sapno me bhi tum dar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Hum kaha inkar karte hai suno
Hum kaha inkar karte hai suno
Ha sare bazar karte hai suno
Tum nigaho ki juba samjhe nahi
Tumse kitna pyar karte hai suno
Kuch tumhe ho jata ho jata ho jata
Kuch tumhe ho jata to hum mar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate
Tumne rok liya re warna hum mar jate
Hum mohabbat me jane kya kar jate.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Hum Mohabbat Me Jane Kya Kar Jate lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Suman Kalyanpur, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.